Wednesday, 12 September 2018

Aaina Dekhoge To Meri Yaad Aayegi, Shayari

आईना देखोगे तो मेरी याद आएगी,
साथ गुज़री वो मुलाकात याद आएगी,
पल भर क लिए वक़्त ठहर जाएगा,
जब आपको मेरी कोई बात याद आएगी. 💑

Aaina Dekhoge To Meri Yaad Aayegi,
Sath Gujari Wo Mulakat Yaad Aayegi,
PaL Bhar Ke Liye WQt Thahar Jayga,
Jab Apko Meri Koi Bat Yaad Aayegi! 💑

The post Aaina Dekhoge To Meri Yaad Aayegi, Shayari appeared first on Shayari.

Yaad Shayari, Tum usako yaad kyu karate ho

पूछा किसी ने?
तुम उसको याद क्यू करते हो,
जो तुम्हे याद ही नहीं करते,
तड़प कर दिल बोला,
रिश्ते निभाने वाले मुकुबाला नहीं करते! 💘

Pucha kisi ne?
tum usako yaad kyu karate ho,
jo tumhe yaad hi nahin karate,
tadap kar dil bola,
rishte nibhane waale mukubaala nahin karte! 💘

The post Yaad Shayari, Tum usako yaad kyu karate ho appeared first on Shayari.

Apani hi tarah se pareshan hai har koi

अपनी ही तरह से परेशान है हर कोई,
इस तपती धूंप के लिए कोई दरख़्त नहीं है,
किसी के पास खाने के लिये रोटी नहीं है,
और किसी के पास रोटी खाने का वक़्त नहीं है!

Apani hi tarah se pareshan hai har koi,
is tapati dhup ke lie koee darakht nahin hai,
kisi ke paas khaane ke liye roti nahin hai,
aur kisi ke paas roti khaane ka waqt nahin hai!

The post Apani hi tarah se pareshan hai har koi appeared first on Shayari.

Love Shayari, Teri mohabbat se mujhe inkaar nahi

तेरी मोहब्बत से मुझे इनकार नहीं,
कौन कहता है जान मुझे तुझसे प्यार नहीं,
तुझसे वादा है साथ निभाने का,
पर मुझे अपनी साँसों पे एतबार नहीं! 💕

Teri mohabbat se mujhe inkaar nahi,
Kaun kehta hai jaan mujhe tujhse pyaar nahi,
Tujhse waada hai saath nibhaane ka,
Par mujhe apni saanson pe aitbaar nahi. 💕

The post Love Shayari, Teri mohabbat se mujhe inkaar nahi appeared first on Shayari.

Bewafa Shayari, Yun To Koi Bhi Tanha Nahi Hota

यू तो कोई तन्हा नहीं होता,
चाह कर किसी से जुदा नहीं होता,
मोहब्बत को मजबूरियां ले डूबती है,
वरना ख़ुशी से कोई बे वफ़ा नहीं होता!

Yun To Koi Bhi Tanha Nahi Hota,
Chah Kar Kisi Se Juda Nahi Hota,
Mohabbat Ko Majburiya Hi Le Dubti Hai,
Warna Koi Khushi Se Bewafa Nahi Hota.

The post Bewafa Shayari, Yun To Koi Bhi Tanha Nahi Hota appeared first on Shayari.

Apani hi tarah se pareshan hai har koi

अपनी ही तरह से परेशान है हर कोई,
इस तपती धूंप के लिए कोई दरख़्त नहीं है,
किसी के पास खाने के लिये रोटी नहीं है,
और किसी के पास रोटी खाने का वक़्त नहीं है!

Apani hi tarah se pareshan hai har koi,
is tapati dhup ke lie koee darakht nahin hai,
kisi ke paas khaane ke liye roti nahin hai,
aur kisi ke paas roti khaane ka waqt nahin hai!

The post Apani hi tarah se pareshan hai har koi appeared first on Shayari.

Tuesday, 11 September 2018

Unlucky Status on Badkismati

लाश पता नही किस बदकिस्मत की थी, मगर
क़ातिल के पैरो के निशान बड़े हसीन थे ..।।

The post Unlucky Status on Badkismati appeared first on Shayari.